Nazar nazar se mila ke rakhna
Teri gali ke diye tu jaga ke rakhna
Nazar se nazar tu mila ke rakhna
Teri gali ke diye tu jaga ke rakhna
Hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Ho hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Tu mere hisse
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho main aaunga
Jab milenge hum donon
Kuchh yoon nazara hoga
Jaise chaand ki godi mein
Toota taara hoga
Jaise chaand ki godi mein
Toota taara hoga
Jo main tera na hua
Jagah bana ke hai rakhna
Tu tere haathon se mujhko
Dafna ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho main aaunga
Ho taare waare chaand vaand
Baarish ki boondein
Tu bula ke rakhna
Ho khud ko tu aise jaana
Dulhan ke jaise saja ke rakhna
Ho hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho chahe tere baalon ka
Rang safed ho raha
Chahe tere chehre ka
Rang dhal jaaye
Ho main aaunga haaye tair ke
Aag ke dariya mein
Chahe phir tera oh Jaani
Saara jal jaaye
Ho chahe tu khud ko
Na saja ke rakhna
Mere naam ka sindoor
Par laga ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho main aaunga
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho hum kisi bhi umar mein
Mil sakte hain jaana
Tu mere hisse ki mohabbat
Bacha ke rakhna
Ho main aaunga